Teri sanso se milkar teri khushbu ban jaun
Faasle na rahe koi hum dono ke darmiyaan
Main, main na rahu bus tum ban jaaun!
Mere wajood mein kaash tu utar jaye,
Main dekhu aaina or tu nazar aaye,
Tu ho samne aur ye waqt thehar jaye
Or ye zindagi tujhe dekhte hue guzar jaye.
